Agar aap internet user ho or aap ke pass gmail account nhi hai to aap ke liye shram ki baat hai. Agar aap ko gmail account nhi banana ata to aj main aap ko Gmail Account Kaise Banaye sekhata hu. Aap Gmail par bana kar aap yehi account youtube ke liye be use kar sakte. Or aap youtube say paise be kama sakte hai. Agar aap be youtube say paise kamana chahate ho to neechy diye huye link par click kar ke post ko read kar ke paisa kamaye.
Gmail Account Kis Liye Hota Hai?
Gmail account es liye hota hai ke aap gmail account ke zariye ek gmail account say dusre gmail account may bahut asani se msg bhej sakte hai. Gmail account main login hone ke liye google wale aap ko ek username or password dete hai. Jis se aap google ki saab service main login ho sakte hai. Or youtube may be login ho sakte hai.
Gmail Account Kaise Banaye Step by Step Guide in Hindi?
Gmail google ki he service hai es liye ise google account be kahte hai. Gmail account banana bahut he asan hai. Bus aap ne mare bataye huye steps ko follow karna hai.
Step 1:
- Sab se pahle aap koye be browser open kar lijiye.
- Ab aap ne browser main Gmail.com type kar ke enter kar dena hai.
- Ab aap ke samne gmail ki wesite open ho jaye ge.
- Ab nay Signup par click kar dena hai.
- Sab se pahle aap ne apna first name or pher last name enter kare. (Example jis tarha mera first name Fahad or last name jee hai).
- Es ke bad aap ne user name enter karna hai. lakeen aap wohi name enter kar sakte ho jo pahle kise ne enter na kia ho.
- Ab aap ne strong sa password enter karna hai. aap jo be password enter karo wo password aap ne kise ko nhi batana. Or password ko achi tarha se yad kar lijiye.
- Password likhane ke bad aap ne apni date of birth likhne hai. aap ne apni date of birth sahi enter karni hai. Agar aap ka kabhi be account band ho jaye to aap ko es ki zarurat par sakte hai.
- Ab aap ko apna gender select karna ho ga aap boy ho to male select kar ke enter ho ager aap girl ho to female select kar lijiye.
- Ab aap ne apna mobile number enter karna hai jis se aap ne apna gmail account create karna hai. Aap ne apna mobile number sahi enter karna hai.
- Ab aap ne apni country select karni hai aap kis country se ho select kar deni hai.
- Es ke bad aap next step par click kar dena hai. jaise he aap next step par click karo gay aap ke smane ek popup window open ho ge jis main google apni term of service and private policy ko I Agree karwaye ga aap ne google ki policy ko agree kar dena hai.
Comments
Post a Comment